Make Money Online BANNERS Digital marketing में Web banner ads क्या होते है ? Search Engine Marketing

Digital marketing में Web banner ads क्या होते है ? Search Engine Marketing

Digital marketing में Web banner ads क्या होते है ? Search Engine Marketing post thumbnail image



Digital marketing में Web banner ads क्या होते है ?

Doston digital marketing mein Banner ads ka istamaal kaafi hota hai. Ye aayega SEM mein yaani Search Engine Marketing mein. Jo ki paid marketing hoti hai. To isme banner ads ka kaafi istamaal hota hai. Toh Banner Ad kya hota hai? Banner Ad ek digital image ad hota hai jo websites par lagaye jaate hai. Toh duniya ka sabse popular image ad network hai Google Adwords.
Google Adwords me jab aap ads place karte hai tab banner ads show kar sakte hai. Google adwords mein inko display ads kehte hai. To banner ads ke alag alag size hote hai. Google Adwords mein desktop ke liye jo sizes follow kiye jaate hai wo hai ye-

250 x 250 – Square
200 x 200 – Small Square
468 x 60 – Banner
728 x 90 – Leaderboard
300 x 250 – Inline Rectangle
336 x 280 – Large Rectangle
120 x 600 – Skyscraper
160 x 600 – Wide Skyscraper
300 x 600 – Half-Page Ad
970 x 90 – Large Leaderboard

Mobile ke liye kuch examples hai
300 x 200
300 x 50
300 x 100
250 x 250
200 x 200

Related Post